Musafir Hoon Yaaron Na Ghar Hai Na Tikhana
Mujhe Chalte Jaana Hai Bas Chalte Jaana
Mujhe Chalte Jaana Hai Bas Chalte Jaana
Dil Hi Mein Rehta Hai, Aankhon Mein Baheta Hai
Kaccha Sa Ek Khwaab Hai
Kaccha Sa Ek Khwaab Hai
Lagta Sawaal Hai, Shaayad Jawaab Hai
Par muje pata hain ke
Jeene Ke Liye Sochaa Hee Nahee
Dard Sanbhaalane Honge
Muskuraye To, Muskuraane Ke
Karz Utaarane Honge
Dard Sanbhaalane Honge
Muskuraye To, Muskuraane Ke
Karz Utaarane Honge
Phir kabhie eshaas hota hain
Aane wala pal jaane wala hain
Ho sake to isme zindagi bitado pal joh yeh jaane walla hain
Isiliye maine tere liye hi saat rang ke sapne chune
Kyonki tere bina zindagi se koi shikawaa toh nahi shikawa nahin
Tere bina zindagi bhi lekin zindagi toh nahin zindagi nahi
Phir bhi dil kehta hain ki yaar mera khusbhu ki tarah jiski zubaan urdu ki tarah
Meri shyam raat meri kayanath woh yaar mera saiyyan saiyyan
Isiliye toh maine ratti ratti sacchi maine jaan gavayi hain
Nach nach koyolo pe raat bitaye hain
Ankhiyo se neend maine phookon se uda di
Neele taare se maine ungli jalayi hain......
Shayad isiwaaste Mujhe Chalte Jaana Hai Bas Chalte Jaana